Khuda ki fursat
Kabhi alfaaz bhul jau kabhi khayal bhul jau,
Tuje es kadar chahu k apni saans bhul jau,
Uth kar tere paas se jo main chal doon,
Toh jaate huye khud ko tere paas bhul jau.
Khuda ki fursat me ek pal aya hoga,
Jab usne ap jaise pyare insan ko banaya hoga,
Na jane kounsi dua kubool huyi hamari,
Jo usne aapko humse milaya hoga.

Comments
Post a Comment